Number of posts : 6 Registration date : 2007-06-24
Subject: salam Sun Jun 24, 2007 9:23 am
mara name hamza shah ha or main sargodha ka rahny wala hun, main aik gharib sa banda hun or logon ko dost banana mara bahtarin mashghala hai.agar koi muj sy dosti ka khuish mand ha to hamary darwazy us ky lia har wakat khuly hain.
Admin 5
Number of posts : 304 Age : 36 Registration date : 2007-05-23
Subject: Re: salam Mon Jun 25, 2007 3:39 am
sab Say pehle Aap ko Is Forum main meri taraf say Welcome insaan Acha Ho tou os say Dosti hAr koi karta hai Aur yahan Hum waise bhi dost hain thx